मोहब्बत
दर्द में डूबी हुई हर शाम है
इस मोहब्बत का यही अंजाम है
मरते दम तक चैन ना मिलता किसी को
जीते जी ये कोशिश-ए -नाकाम है
आंसुओं की स्याही से लिक्खा फ़साना
बेवफाई का सिला ईनाम है
कितने दीवाने फना इसमें हुये हैं
फिर भी ये इक मयकशी का जाम है
लोग कहते हैं मोहब्बत ज़िन्दगी है
फिर मोहब्बत किस लिये बदनाम है
Dard me doobi hui Har shaam hai
Is mohabbat ka yahi Anjaam hai
Marte dum tak chain na Milta kisi ko
Jeete ji ye Koshish-e-Naakam hai
Aansuon ki syahi se Likkha fasana
Bewafai ka sila Inaam hai
Kitne deewane fana Is me huye hain
Fir bhi ye ik Maikashee ka jaam hai
Log kahte hain Mohabaat zindagi hai
Fir mohabbat kis liye Badnaam hai
Dard me doobi hui Har shaam hai
Is mohabbat ka yahi Anjaam hai
Marte dum tak chain na Milta kisi ko
Jeete ji ye Koshish-e-Naakam hai
Aansuon ki syahi se Likkha fasana
Bewafai ka sila Inaam hai
Kitne deewane fana Is me huye hain
Fir bhi ye ik Maikashee ka jaam hai
Log kahte hain Mohabaat zindagi hai
Fir mohabbat kis liye Badnaam hai
Sunil_Telang/13/01/2013
No comments:
Post a Comment