दो पल
दो पल जो तुम्हारे साथ कटे
वो दर्द भी हैं , वो दवा भी है
तुम आओ तो आ जाये सुकूं
मौसम है, बादे-सबा भी है
जबसे तुम मुझसे दूर हुये
सारी दुनिया बे-नूर हुई
तू मेरे गीतों की सरगम
तू ही मेरा हमनवा भी है
चलते चलते बदली राहें
मंजिल से पहले बिछड़ गये
ये है दस्तूर मोहब्बत का
या कुदरत का फैसला भी है
रुखसत से पहले एक बार
तुम मुझसे अगर मिले होते
तुमको भी शिकायत ना होती
कुछ थोडा मुझको गिला भी है
Sunil _Telang
Do pal jo tumhare saath kate
Wo dard bhi hain Wo dawa bhi hain
Tum aao to aa jaaye sukoon
Mausam hai Baad-e-saba bhi hai
Jab se tum door huye mujhse
Saari duniya be-noor hui
Tu mere geeton ki sargam
Tu hi mera hamnawa bhi hai
Chalte chalte raahen badli
Manzil se pahle bichhad gaye
Ye hai dastoor mohabbat ka
Ya kudrat ka faisla bhi hai
Rukhsat se pahle ek baar
Tum mujhse agar mile hote
Tumko bhi shikaayat na hoti
Kuchh thoda mujhko gila bhi hai
Sunil_Telang
जबसे तुम मुझसे दूर हुये
सारी दुनिया बे-नूर हुई
तू मेरे गीतों की सरगम
तू ही मेरा हमनवा भी है
चलते चलते बदली राहें
मंजिल से पहले बिछड़ गये
ये है दस्तूर मोहब्बत का
या कुदरत का फैसला भी है
रुखसत से पहले एक बार
तुम मुझसे अगर मिले होते
तुमको भी शिकायत ना होती
कुछ थोडा मुझको गिला भी है
Sunil _Telang
Do pal jo tumhare saath kate
Wo dard bhi hain Wo dawa bhi hain
Tum aao to aa jaaye sukoon
Mausam hai Baad-e-saba bhi hai
Jab se tum door huye mujhse
Saari duniya be-noor hui
Tu mere geeton ki sargam
Tu hi mera hamnawa bhi hai
Chalte chalte raahen badli
Manzil se pahle bichhad gaye
Ye hai dastoor mohabbat ka
Ya kudrat ka faisla bhi hai
Rukhsat se pahle ek baar
Tum mujhse agar mile hote
Tumko bhi shikaayat na hoti
Kuchh thoda mujhko gila bhi hai
Sunil_Telang
No comments:
Post a Comment