MOTI
Kuchh to kahin hua hai
Toota hai kuchh kahin par
Ye aasmaan taare
Kyon aa gaye zameee par
Ummeed humen unse
Wo pyaas bujhayenge
Karte hain jo siyasayt
Logon ka khoon peekar
Ye aasmaan taare
Kyon aa gaye zameee par
Ummeed humen unse
Wo pyaas bujhayenge
Karte hain jo siyasayt
Logon ka khoon peekar
Oonchi udaan bharne ka
Khwab tum na dekho
Kitne hain bojh daale
Ik aam aadmi par
Purkhon ki wo viraasat
Apno ne loot daali
Tu ho gaya paraya
Apni hi sarzamee par
Patthar ke is shahar me
Moti ko dhoondhna hai
"Nadir" bhi hain yahin par
"Anna" bhi hain yahin par
Sunil_Telang
Khwab tum na dekho
Kitne hain bojh daale
Ik aam aadmi par
Purkhon ki wo viraasat
Apno ne loot daali
Tu ho gaya paraya
Apni hi sarzamee par
Patthar ke is shahar me
Moti ko dhoondhna hai
"Nadir" bhi hain yahin par
"Anna" bhi hain yahin par
Sunil_Telang
मोती
कुछ तो कहीं हुआ है
टूटा है कुछ कहीं पर
ये आसमान तारे
क्यों आ गये ज़मीं पर
उम्मीद हमें उनसे
वो प्यास बुझाएंगे
करते हैं जो सियासत
लोगों का खून पीकर
ऊंची उड़ान भरने का
ख्वाब अब ना देखो
डाले हैं बोझ कितने
इक आम आदमी पर
पुरखों की वो विरासत
अपनों ने लूट डाली
तू हो गया पराया
अपनी ही सरज़मीं पर
पत्थर के इस शहर में
मोती को ढूंढना है
रख हौसला , मिलेगी
मंज़िल तुझे यहीं पर
Sunil_Telang
No comments:
Post a Comment